Dil De Diya Hai - Masti

Hindi Song Lyrics April 18, 2016 1,707
Dil De Diya Hai - Masti

Song: Dil De Diya Hai Jaan Tumhe Denge

Movie: Masti

Singer(s): Anand Raj Anand


Aa aa aa.....

Dil de diya hai, jaan tumhe denge

Aa......

(Dil de diya hai, jaan tumhe denge

Daga nahee karenge sanam) - (2)

Ho… rab dee kasam yaara, rab dee kasam

(Dil de diya hai, jaan tumhe denge

Daga nahee karenge sanam) - (2)


(Rukh jindagee ne mod liya kaisa

Hamne socha nahee tha kabhee aisa) - (2)

Aata nahee yakin, kya se kya ho gaya

Kis tarah mai tumase bewafa ho gaya

Insaaf kar do, mujhe maaf kar do, itna hee kar do karam

Dil de diya hai jan tumhe denge, daga nahee karenge sanam


(Awaaragee me ban gaya diwaana

Maine kyun sadagee ko nahee jaana) - (2)

Chaahat yahee hai ke, iss kadar pyaar du

Kadamo me tere mai, toh jahaan waar du

Chain meraa le lo khushee meree le lo, de do mujhe dedo saare gham

Dil de diya hai jaan tumhe denge, daga nahee karenge sanam


(Mere ashk keh rahe meree kahanee

Inhein samjho na tum sirf panee) - (2)

Ro ro ke aansuo ke daag dhul jaayenge

Inn me wafa ke rang aaj ghul jaayenge

Paas tum rahogee bhul abb na hogee, karunga na tumpe sitam

Dil de diya hai jaan tumhe denge, daga nahee karenge sanam

Ho… rab dee kasam yaara, rab dee kasam

(Dil de diya hai, jan tumhe denge

Daga nahee karenge sanam) - (2)